Paathshaala - Songtexte

Preity
PAATHSHAALA



Dieser Link wird erst nach der Registrierung sichtbar.



***



Aye Khuda


Singer(s) : Salim Merchant


Aye Khuda Mujhko bata
Tu Rehta Kahan Kya Tera pata
Hum to yahan pe Musafir hai
Jo Dhundhe Apni Manzil ka Pata

Aye Khuda Mujhko bata
Tu Rehta Kahan Kya Tera pata~pata
Hum to yahan pe Musafir hai
Jo Dhundhe Apni Manzil ka Pata


Yaara Teri Yaad Aati hai
Jaan Meri Jaan Jati hai
Tanhayion mein rehta hoon
Khud Se hi aksar yeh kehta hoon

Kyun Tune Dil Toda
Kyun tune yun chhoda
Kyun tera ab bhi rahe dil ko Intezaar
Kyun Chali Aati hai
Kyun Tadpati hai
Kyun Hoon abb bhi mein yun bekaakaar


Aye Khuda Mujhko bata
Tu Rehta Kahan Kya Tera pata
Hum to yahan pe Musafir hai
Jo Dhundhe Apni Manzil ka Pata

Fasle han magar
Phir bhi tu door nahi
Mana ki Hum to hai
Par tu majboor nahi

Har lambah mujhko yeh tadpati
Jaan meri jaan jati
Tanhayion mein rehta hoon
Khud Se hi aksar yeh kehta hoon

Kyun Tune Dil Toda
Kyun tune yun chhoda
Kyun tera ab bhi rahe dil ko Intezaar
Kyun Chali Aati hai
Kyun Tadpati hai
Kyun Hoon abb bhi mein yun bekaakaar


Aye Khuda Mujhko bata
Tu Rehta Kahan Kya Tera pata
Hum to yahan pe Musafir hai
Jo Dhundhe Apni Manzil ka Pataa

Yaara Teri Yaad Aati hai
Jaan Meri Jaan Jati hai
Tanhayion mein rehta hoon
Khud Se hi aksar yeh kehta hoon

Kyun Tune Dil Toda
Kyun tune yun chhoda
Kyun tera ab bhi rahe dil ko Intezaar
Kyun Chali Aati hai
Kyun Tadpati hai
Kyun Hoon abb bhi mein yun bekaakaar


Quelle©lyricsmasti.com
Preity
Bekarar


Singer(s) : Lucky Ali


Bekarar
Bekarar Bekarar
Bekarar Bekarar

Hmm hummumhmm
Suni suni rahon pe
hai tera hi intezaaar
Jali bujhi saanson mein
Ab tera hi hai khumaar
Na jane mene kya khoya kya paya
Kuch bhi na samjhe yahan
Bhula ke sari baaton ko jee aaya
phir bhi na aye karar

Bekarar Bekarar
Bekarar Bekarar

Raaton Ne Baaton Ne hai
Mujhko ghera abhi
Raaton Ne Baaton Ne hai
Mujhko ghera abhi

Tu mil jaye
Yehi bas sochun har ghadi
Kyun tarsaaaaaaaye mujhe
Akharri hai meri yeh saja

Bekarar Bekarar
Bekarar Bekarar

Suni suni rahon pe
hai tera hi intezaaar
Jali bujhi saanson mein
Ab tera hi hai khumaar
Na jane mene kya khoya kya paya
Kuch bhi na samjhe yahan
Bhula ke sari baaton ko jee aaya
phir bhi na aye karar


Bekarar Bekarar
Bekarar Bekarar


Quelle©lyricsmasti.com
Preity
Mujhe Teri Aankhon Ki

Singer(s) : Tulsi Kumar,Akansha Lama & Hanif Shaikh


Mujhe Teri aankhon ki gehrai mein doobne de
Mujhe teri baahon ki jannat mein khone de
Tere bina yeh jeewan
Jaise suna Sapna
Tere bina tujhko har pal
Dhundhee yeh dil mera

Mujhe Teri aankhon ki gehrai mein doobne de

Na Na nahi jana pyaar kya
Nahi jana hota hai yeh intezaar kya
Teri aankhon ne sab kuch kaha
Kyun na kahe teri zubaan

Mana mana mene pyaar hai
Kaisa chaya dekho mujhpe khumaar hai
Mere sang zameen aur aasmaan
Phir kyun hai khoyi meri har dishaa


Mujhe Teri aankhon ki gehrai mein doobne de
Mujhe teri baahon ki jannat mein khone de

tere bina
Tere bina
HAr pal suna sa
Ek tujhse hi banta mere
Jahan pyaara pyaara
De do na mujhko
Woh har khushi

Haan kehta hai mujhse yeh dil mera

Mujhe Teri aankhon ki gehrai mein doobne de
Mujhe teri baahon ki jannat mein khone de

Aaa aaa aaaaa aaaa
Aaa aaa aaaaa aaaa
Aa aa aa aa aaa
Aa aa aa aa aaa

Har zarei mein har jagah mein Mahsus karti hoon mein
Ek tujhko hi haan tujhko hi mehfooj rakhti hoon mein
Khayalon mein dil mein meri saanson mein
Gungunati hoon tujhko har baat mein

Mujhe Teri aankhon ki gehrai mein doobne de
Mujhe teri baahon ki jannat mein khone de
Nan na na na
nan naan aaan nanan
nan nan anana
Aan aaa aa
Nan na na na
nan naan aaan nanan

Quelle©lyricsmasti.com