Tees Maar Khan - Songtexte

Preity
TEES MAAR KHAN


Dieser Link wird erst nach der Registrierung sichtbar.



***



Badey Dilwala


Singer(s) : Shreya Ghoshal, Sukhwinder Singh


Ho sher ka hai saala, jigar matwaala
Sher ka hai saala, jigar matwaala
Ho jisne hai jaadu kar daala
Tez daar se do naina
Nau jawan ka kya kehna
Shoor veer har dhun ka sarwala
Badey dilwala
Jo khole har taala
Badey dilwala
Ameeron ka diwala
Badey dil daar chaar baar maar daala
Badey dilwala

Do agan mein, hum pagal mein
Dil sambhal ke hai girta
Aise bal kya, paun se bal hai
Deep trouble mein dil padta
Kya masoo hai, ke masal ke dil pe dil hai marr ta
Chaati pe hai jiske til kaala
Badey dilwala
Banungi brij bala
Badey dilwala
Haye dalungi varmala
Badey dil daar chaar baar maar daala
Badey dilwala

Aayeo aayeo re, aayeo aayeo re

Ho sher ka hai saala, jigar matwaala
Ho jisne hai jaadu kar daala
Jai jawan krantikaari
Dushmano pe jo hai vaari
Shoor veer dharti ka rabwala
Badey dilwala
Tirange ko sambhala
Badey dilwala
Badey dil daar chaar baar maar daala
Badey dilwala

Aaya hoon main jo yahan pe
Hongi khushiyan dher saari
Bann ke khwaabon ki sawari
Aayagi re railgaadi
Mera saaya jo saath ho
Darrne ki phir na baat ho
Sankat bhi dhum daba ke bhaaga re bhaaga
Phoolon ki jo baaraat ho
Unki langot haath ho
Jaise ke Robinhood ka saga
Mera yeh bol bala

Badey dilwala
Jo khole har taala
Badey dilwala
Ameeron ka diwala
Badey dil daar chaar baar maar daala
Badey dilwala

I'm feeling freaky freaky, I'm feeling naughty naughty
The way you looking at me, you got me moving my body
I'm feeling freaky freaky, I'm feeling naughty naughty
The way you looking at me, you got me moving my body

Aalam dhadkan ka badhne laga hai
Fever sa jaise chadne laga hai, chadne laga hai
For the first time dil jagne laga hai
Khud ki feeling se darrne laga hai, darrne laga hai
Haan ab toh paper mein gossip yeh chapne laga hai
Ke tu hai Yusuf main hoon Madhubala, badey dilwala

Jaise ho talka yeh jin ho, aise wonder yeh karta
Jaise kharche aasman yeh waise thunder hai karta
Aise zulmi pe girega, jaise hunter hai padhta
Dynamite ka jaise ho masala
Badey dilwala
Yeh hero hai neeraala
Badey dilwala
Hai haath mein jaise jaala
Badey dil daar chaar baar maar daala
Badey dilwala

Re dilwala, dilwala
Badey dilwala - times
Ameeron ka diwala
Badey dil daar chaar baar maar daala
Badey dilwala
Re dilwala, dilwala
Badey dilwala
Yeh hero hai neeraala
Badey dilwala
Badey dilwala, dilwala
Badey dil daar chaar baar maar daala
Badey dilwala


Quelle©lyricsmasti.com
Preity
Tees Maar Khan


Singer(s) : Sonu Nigam


Once upon a time in la la la land
Suno suno hum the tees maar khan

TMK

Tees maar khan
Tees maar khan
Tees maar khan

Abhi abhi mili khabar ke anusaar
Tees maar khan phir se ek baar police ki heraasat se faraar ho chuka hai
Iss baar ek udte plane se

Tees maar khan
Tees maar khan
Tees maar khan

Tees maar khan
Tees maar khan
Tees maar khan
Tees maar khan

Tees maar khan

Tees maar khan ke fans usse aadha Robinhood maante hain
Kyunki woh ameeron se leta toh hai par gareebon ko deta kuch nahin
Tees maar khan

Once upon a time in la la la
Suno suno hum the tees maar khan
(yeh once upon a time in la la la
suno suno hum the tees maar khan)
Khaano mein khaata woh conman
Suno suno hassle tees maar khan
(hey khaano mein khaata woh conman
suno suno hassle tees maar khan)
Catch me if you can, catch me if you can
Chase me and I run faster than I can
Catch me if you can, catch me if you can
Catch me and I'll slip right through you hands
(catch me if you can, catch me if you can
shoot me my pill wanna where you can
catch me if you can, catch me if you can

Once upon a time in la la la
Suno suno hum the tees maar khan
Khaano mein khaata woh conman
Suno suno hassle tees maar khan
Once upon a time in la la la
Suno suno hum the tees maar khan
Khaano mein khaata woh conman
Suno suno hassle tees maar khan yeah

Tees maar khan
Tees maar khan
Tees maar khan

Apne chahne walo ke liye Tees maar khan ne ek khaas sandes bheja hai
Tawaif ki loot ti izzat bachchaana
Aur Tees maar khan ko qaid karna oye dono bekaar hai

Jab bhi chala woh seena taan
Tab tab ulta padh gaya plan
yeah jab bhi chala woh seena taan
tab tab ulta padh gaya plan
Phir bhi chala jab uska charm
Sab sab ka ho gaya kalyan
phir bhi chala jab uska charm
sab sab ka ho gaya kalyan

Maibaap, maibaap ..

Tumhi ho maata, tumhi ho maibaap
Pita tumhi ho, tumhi ho maibaap
Tumhi ho bandu, tumhi ho maibaap
Sakha tumhi ho, tumhi ho maibaap

Tees maar khan
Tees maar khan
Tees maar khan

Once upon a time in la la la
Suno suno hum the tees maar khan
Khaano mein khaata woh con man
Suno suno hassle tees maar khan

Tees maar khan
Tees maar khan
Tees maar khan


Quelle©lyricsmasti.com
Preity
Sheila Ki Jawani


Singer(s) : Sunidhi Chauhan, Vishal Dadlani


I know you want it
But you never gonna get it
Tere haath kabhi na aani
Maane na maane koi duniya
Yeh saari, mere ishq ki hai deewani

Hey hey,
I know you want it but you never gonna get it
Tere haath kabhi na aani
Maane na maane koi duniya yeh saari
Mere ishq ki hai deewani
Ab dil karta hai haule haule se
Main toh khud ko gale lagaun
Kisi aur ki mujhko zaroorat kya
Main toh khud se pyaar jataun

what's my name
what's my name
what's my name
My name is Sheela
Sheela ki jawani
I'm just sexy for you
Main tere haath na aani
Na na na sheela
Sheela ki jawani
I'm just sexy for you
Main tere haath na aani

Take it on
Take it on
Take it on
Take it on

Silly silly silly silly boys
O o o you're so silly
Mujhe bolo bolo karte hain
O o o
Haan jab unki taraf dekhun, baatein haule haule karte hain
Hai magar, beasar mujh par har paintra

Haye re aise tarse humko
Ho gaye sober se re
Sookhey dil pe megapan ke teri nazariya barse re
I know you want it but you never gonna get it
Tere haath kabhi na aani
Sheela
Sheela ki jawani
I'm just sexy for you
Main tere haath na aani
Na na na sheela
Sheela ki jawani
I'm just sexy for you
Main tere haath na aani

Paisa gaadi mehnga ghar
?ani na mainu ki gimme your that
Jaibein khaali bhadti chal
No no I don't lie like that

Chal yahan se nikal tujhe sab laa dunga
Kadmon mein tere laake jag rakh dunga
Khwaab main kar dunga poore
Na rahenge adhoore
You know I'm going to love you like that, whatever

Haye re aise tarse humko
Ho gaye sober se re
Sookhey dil pe begapan ke teri nazariya barse re
I know you want it but you never gonna get it
You never gonna get my body
I know you want it but you never gonna get it
Tere haath kabhi na aani
Maane na maane koi duniya yeh saari
Tere ishq ki main deewani

Ab dil karta hai haule haule se
Main toh khud ko gale lagaun
Kisi aur ki mujhko zaroorat kya
Main toh khud se pyaar jataun

What's my name
What's my name
What's my name

My name is Sheela
Sheela ki jawani
I'm just sexy for you
Main tere haath na aani
O no no sheela
Sheela ki jawani
I'm just sexy for you
Main tere haath na aani
Sheela
Sheela ki jawani
I'm just sexy for you
Main tere haath na aani

Ain't nobody got body like sheela
Everybody want body like sheela
Drive me crazy coz my name is sheela
Ain't nobody got body like sheela
Everybody want body like sheela
Drive me crazy coz my name is sheela
Ain't nobody got body like sheela


Quelle©lyricsmasti.com