Pyaari
BIWI No.1
Dieser Link wird erst nach der Registrierung sichtbar.
Aan Milo Ya Milne Se
Singer(s):Udit Narayan
--MALE--
Aan milo ya milne se inkaar karo - 2
Faislaa jo bhi karna ek baar karo - 2
Dil mein rehkar baat asar kho baithegi - 3
Honth hai chhup to aankhon se ikraar karo - 2
--FEMALE--
Khulam khula naa aise izhaar karo - 2
Chori chori jo karna hai yaar karo - 2
Deewane ho deewana pan karte ho - 2
Deewane ho deewana pan karte ho, oh
Jaao jaao aise naa takraar karo - 2
--MALE--
Hey, aan milo ya milne se inkaar karo
Faislaa jo bhi karna ek baar karo
Bechain main hoon, betaab tum ho
Dekho naa aise naa naa karo
--FEMALE--
Samjho meri kya majbooriyaan hai
Chhodo naa aise aahe bharo
--MALE--
Darde jigar kaise sahoon, main tere bin kaise rahoon
--FEMALE--
Aise chhup chhup ke naa tum deedar karo, haan
Aise chhup chhup ke naa tum deedar karo
Thoda thehro phir jee bhar ke pyaar karo
Aa, thoda thehro phir jee bhar ke pyaar karo
--MALE--
Dil mein rehkar baat asar kho baithegi - 3
Honth hai chhup to aankhon se ikraar karo
--FEMALE--
Hmm, chori chori jo karna hai yaar karo
--MALE--
Aan milo ya milne se inkaar karo
--FEMALE--
Khulam khula naa aise izhaar karo
Achha nahin hai itna sataana
Achhi nahin yeh deewangi
--MALE--
Kaise bujhaaoon bujhti nahin hai
Yeh pyaas kaisi mann mein jagi
--FEMALE--
Paagal bade tum ho sanam, chhedo naa yun tumko kasam
--MALE--
Paas baitho baatein tum do chaar karo - 2
--FEMALE--
Thoda thehro phir jee bhar ke pyaar karo, haan
--MALE--
Faislaa jo bhi karna ek baar karo
--FEMALE--
Deewane ho deewana pan karte ho
Deewane ho deewana pan karte ho, oh
Deewane ho deewana pan karte ho
Jaao jaao aise naa takraar karo
Arre jaao jaao aise naa takraar karo
--MALE--
Aan milo ya milne se inkaar karo
Faislaa jo bhi karna ek baar karo
--FEMALE--
Khulam khula naa aise izhaar karo
Chori chori jo karna hai yaar karo
--MALE--
Hey, paas baitho baatein tum do chaar karo
Faislaa jo bhi karna ek baar karo
--FEMALE--
Hmm, aise chhup chhup ke naa tum deedar karo
Hai, thoda thehro phir jee bhar ke pyaar karo
--MALE--
Arre aan milo ya milne se inkaar karo
Faislaa jo bhi karna ek baar karo
--FEMALE--
Khulam khula naa aise izhaar karo
--MALE--
Faislaa jo bhi karna ek baar karo
--FEMALE--
Hmm, chori chori jo karna hai yaar karo
Quelle©2007 Bollywoodsbest
_________________________________________________________