Preity
DOSTANA
***
JAANE KYUN HAMKO
Singer(s): SUNIDHI CHAUHAN
Bheegi huwi koyi shaam woh
Mehka huwa koyi naam woh
Bin baat hi hoti hai nilaam woh
Mash-hoor hai phir bhi badnaam woh
Jaane huwa hai aaj kya hamein na ham
Jaane kyun ham ko yaad… aaye woh
Ab is tarha usko sochta hoon
Guzre huwe woh pal rokta hoon
Woh pal kahin kho gaye hain jo apne
Aur saath bhi ho gaye hain jo sapne
Jaane huwa hai aaj kya hamein na ham
Jaane kyun ham ko yaad… aaye woh
Woh roshni woh aag hai
Ya phir koyi charaag hai
Jisse dheere dheere hai jalna
Jisse is tarha hi hai chalna
Kissi mod pe woh aaj bhi qandeel si jalegi
Shaher ki dhoop si bewaqt hi dhhalegi
Kyun hamko yaad…
Bheegi huwi koyi shaam woh
Mehka huwa koyi naam woh
Bin baat hi hoti hai nilaam woh
Mash-hoor hai phir bhi badnaam woh
Jaane huwa hai aaj kya hamein na ham
Jaane
Kyun ham ko yaad aaye woh...
Quelle©hindilyrix.com
Preity
JAANE KYUN LOG MOHABBAT
Singer(s): LATA MANGESHKAR
is zamaane mein is mohabbat mein
kitane dil tode kitane ghar phunke
jaane kyon log muhabbat kiya karate hain - 2
dil ke badale dard-e-dil liya karate hain
jaane kyon log muhabbat kiya karate hain
tanhaayi milati hai mahafil nahi milati
raahen muhabbat mein kabhi manzil nahin milati
dil toot jaata hai naakaam hota hai
ulfat mein logon ka yahi anjaam hota hai
koyi kya jaane kyon ye parawaane
kyon machalate hain gum mein jalate hain
aahen bhar bhar ke deewaane jiya karate hain - 2
jaane kyon log muhabbat kiya karate hain
saavan mein aankhon ko kitana rulaati hai
furakat mein jab dil ko kisi ki yaad aati hai
ye zindagii yoon hi barabaad hoti hai
har waqt honthon pe koyi fariyaad hoti hai
na dawaaon ka naam chalata hai
na duaawon se kaam chalata hai
zehar ye phir bhi sabhi kyon piya karaten hain - 2
jaane kyon log muhabbat kiya karate hain
mehaboob se har gum manasoob hota hai
din raat ulfat mein tamaasha khoob hota hai
raaton se bhi lambe ye pyaar ke kisse
aashiq sunaate hain zafa ye yaar ke kisse
bemuravvat hai bevafa hai vo
us sitamagar ka apane dilabar ka
naam le le ke duhaayi diya karate hain - 2
jaane kyon log muhabbat kiya karate hain
Quelle©hindilyrix.com
Preity
JAANE KYUN MAIN TUJHKO
Singer(s): SONU NIGAM
Aa haa, aa haa, aa haa
La la, la la, la la la
Jaane kyun main tujhko din raat sochta hoon
Jaane kyun main teri har baat sochta hoon
Yeh paagalpan hai yaa pyaar hai
Yeh kaisa mujhpe khumar hai
Har pal ho tujhse meri mulaqat sochta hoon
Jaane kyun main tujhko din raat sochta hoon
Tere khayalon mein khoye rehna
Mera kaam ab yehi hai
Yeh jaan le tu ki pagal dil ka
Paigham ab yehi hai paigham ab yehi hai
Ho jaye shaayad koi karamat sochta hoon
Jaane kyun main tujhko din raat sochta hoon
Jaane kyun main teri har baat sochta hoon
Milne ko aksar mile tu mujhse
Phir bhi hain faasle kyun
Dil ki lagi ne banaye hain yeh
Benaam silsile kyun benaam silsile kyun
Badlenge kaise ab yeh haalat sochta hoon
Jaane kyun main tujhko din raat sochta hoon
Jaane kyun main teri har baat sochta hoon
Yeh paagalpan hai yaa pyaar hai
Yeh kaisa mujhpe khumar hai
Har pal ho tujhse meri mulaqat sochta hoon
Jaane kyun main tujhko din raat sochta hoon
Quelle©hindilyrix.com
Preity
JAANE KYUN TANHA HO GAYE
Singer(s): SONU NIGAM
(Jaane Kyun Tanha Ho Gaye, Sapne Kho Gaye.....
Jaane Kyun.. Huye Hai Woh Khafa, Begane Bewafa...
Jaane Kyun Saare Woh Chaahato Ke Pal Kho Gaye, Jane Kyun..) - (2)
Dheere Dheere Sara Jag Ye Begaana
Dil Ka Fasaana Anjaana Sa Lage...
Hoooo
Dheere Dheere Koyi Apna Hai Rutha, Dil Bhi Yeh Tuta
Rishta Bhi Jhuta Sa Lage..... Jaane Kyun
Haa Maana Tha
Saaya Apna Jise
Usine Sikhaaya Hai Hame Jalna..
Kyun Aise Sheeshe Ki Tarah Se
Tuta Hai Aankhon Me Hi Mera Sapna..
Dheere Dheere Mere Sapne Suhaane
Ho Ke Deewaane Kaise Thikaane Ja Lage.....
Hoooo
Dheere Dheere Koyi Apna Hai Rutha, Dil Bhi Yeh Tuta
Rishta Bhi Jhuta Sa Lage.....
Jaane Kyun Tanha Ho Gaye, Sapne Kho Gaye
Jaane Kyun Huye Hai Woh Khafa, Begane Bewafa...
Jaane Kyun Saare Woh Chaahato Ke Pal Kho Gaye, Jane Kyun
Inn Baarishon Mein
Aaja Bheege Yeh Dil
Dekhe Na Koyi Aansu Jo Hai Behte...
Haan.. Aankhon Me
Thodi Khushiya...Chhupake Thode Ghum Bhi Hai Rehte...
Dheere Dheere Mile Baarishon Ka Paani
Akhiyon Ka Paani Tab Ki Kahani Na Lage...
Hoooo
Dheere Dheere Koyi Apna Hai Rutha
Dil Bhi Yeh Tuta Rishta Bhi Jhuta Sa Lage......
(Jaane Kyun Tanha Ho Gaye, Sapne Kho Gaye.....
Jaane Kyun.. Huye Hai Woh Khafa, Begane Bewafa...
Jaane Kyun Saare Woh Chaahato Ke Pal Kho Gaye, Jane Kyun..) - (2)
Quelle©hindilyrix.com
Preity
JAANE KYUN JAANEMAN
Singer(s): SUNIDHI CHAUHAN, CHORUS
Jaane Kyun Jaaneman.....
Jaane Kyun Mera Sara Jism Kasmasaaye
Jaane Kyun Pyaas Mere Hont Sulgaaye
Jaane Kyun Jaaneman.....
Jaane Kyun Saans Roki Jaaye Ulajhi Jaaye
Jaane Kyun Aankhon Mein Jaise Dhunwa Sa Chhaye
Jaane Kyun Jaaneman.....
Aa Aa Aa Aau Aa Aa Aa Aau.......
Jaagi Hai Betaabiyan, Jaage Armaan
Raat Mein Betaabiya Hai Jaaneja
Mere Badan Mein Rawa Hai Chingaariya
Jaane Kyun Mera Sara Jism Kasmasaaye
Jaane Kyun Pyaas Mere Hont Sulgaaye
Jaane Kyun Jaaneman.....
Jaane Kyun Saans Roki Jaaye Ulajhi Jaaye
Jaane Kyun Aankhon Mein Jaise Dhunwa Sa Chhaye
Jaane Kyun Jaaneman.....
Aa Aa Aa Aau Aa Aa Aa Aau.......
Jaane Kyun Jaaneman........
Dhunde Jise Tu Yaha, Main Hi Tu Hu...
Teri Yaha Humsawa Main Hi Toh Hu...
Aa Tu Mere Paas Aa, Ki Main Hu Teri, Main Hu Teri..
Jaane Kyun Mera Sara Jism Kasmasaaye
Jaane Kyun Pyaas Mere Hont Sulgaaye
Jaane Kyun Jaaneman.....
Jaane Kyun Saans Roki Jaaye Ulajhi Jaaye
Jaane Kyun Aankhon Mein Jaise Dhunwa Sa Chhaye
Jaane Kyun Jaaneman.....
Aa Aa Aa Aau Aa Aa Aa Aau.......
Quelle©hindilyrix.com
Preity
JAANE KYUN
Singer(s): VISHAL
(I' ll Be All Right) - 2
I' ll Be All Right
Tu Hai To Tedhi Medhi Rahein
Ulti Pulti Baatein, Seedhi Lagti Hai
Tu Hai To Jhoothe Muthe Vaadein
Dushman Ke Iraade, Sacche Lagtein Hain..
Jo Dil Mein Taare Vaare De Jaga, Woh Tu Hi Hai, Tu Hi Hai
Jo Roote Roote De Hasa, Tu Hi Hai Wohi..
(Jaane Kyun Jaane Kyun Dil Jaanta Hai.., Tu Hai To, I' ll Be All Right
I' ll Be All Right, I' ll Be All Right) - 2
Saari Duniya Ek Taraf Hai, Ek Taraf Hai Hum
Har Khushi To Door Bhage, Mil Rahein Hai Gum
But When U Smile For Me, World Seems All Right
Yeh Meri Zindagi, Pal Mein Khil Jaaye, Jaane Kyun..
(Jaane Kyun.., Jaane Kyun Dil Jaanta Hai.., Tu Hai To, I' ll Be All Right
I' ll Be All Right, I' ll Be All Right) - 2
(Yeah Yeah Yeah, I' ll Be All Right, I' ll Be All Right, I' ll Be All Right
Yeah Yeah Yeah, I' ll Be All Right, I' ll Be.. All.. Right..) - 2
Oh Oo.., Chote Chote Kuch Palon Ka, Dostana Yeah
Jaane Kyun Abb Lag Raha Hai, Jaana Maana Yeah
Cos When Smile For Me, World Seems All Right
Yeah Saare Pal Yehi, Yuhi Tham Se Jaaye, Jaane Kyun, Jaane Kyun
(Jaane Kyun.., Jaane Kyun Dil Jaanta Hai.., Tu Hai To, I' ll Be All Right
I' ll Be All Right, I' ll Be All Right) - 2
Tu Hai To Tedhi Medhi Rahein
Ulti Pulti Baatein, Seedhi Lagti Hai
Tu Hai To Jhoothe Muthe Vaadein
Dushman Ke Iraade, Sacche Lagtein Hain
Jo Dil Mein Taare Vaare De Jaga, Woh Tu Hi Hai,Tu Hi Hai
Jo Roote Roote De Hasa, Tu Hi Hai Wohi..
(Jaane Kyun.., Jaane Kyun Dil Jaanta Hai.., Tu Hai To, I' ll Be All Right
I' ll Be All Right, I' ll Be All Right) - 3
Quelle©hindilyrix.com